Aah Nikli Hai Yahaan/ Aazaadiyaan Lyrics Translation | Begum Jaan

Movie: Begum Jaan
Music: Anu Malik
Lyrics: Kausar Munir
Singers: Rahat Fateh Ali Khan, Sonu Nigam
Label: Times Music

aah nikli hai yahaan
aah nikli hai wahaan
waah ri waah ye aazaadiyaan

a sigh is heaved here,
a sigh is heaved there,
wow, O wow, these independence.
[that's in a sarcastic tone here, about independence.]

teri ye aTaari
teri ye zameenein

this attic of yours,
this earth of yours,

teri ye kaTaari,
teri ye lakeerein,

this knife of yours,
these lines of yours,

ghar mera hai kahaan
bas ye bata

tell me where is my home,
just tell me that.

aah nikli hai yahaan
aah nikli hai wahaan
waah ri waah ye aazaadiyan

aazaadiyan ho.. aazaadiyan ho..
aazaadiyaan... aazaadiyaan...

laaDala lakaRi ka jhoolaa
saanwalaa miTTi ka choolhaa
sohNi mohNi maa hai kahaan

that beloved swing made of wood,
and that dark-complexioned earthen stove,
where is my lovely mother...

naTkhaTi si meri galiyaan
nazron ki chhuppan chhupaiyaan
gori gori baahein kahaan

my naughty streets,
those hide and seek of the eyes,
where are those fair arms?

hain wo chhat taare kahaan
hain wo chaubaare kahaan
hain wo dariyaa kinaare kahaan

where are those terraces and the stars (visible from them),
where are those intersections,
where are those river banks?

hind pe tha naaz jinko
hain wo kahaan...

where are those who were proud of India?

aah nikli hai yahaan
aah nikli hai wahaan
waah ri waah ye aazaadiyaan

teri ye dastak
teri ye muTThi

this knock of yours (on my door),
this fist of yours,

tujhko mubaarak, teri ye miTTi
ghar mera hai kahaan itna bata

you only keep this earth of yours,
just tell me where is my home.

aah nikli hai yahaan
aah nikli hai wahaan
wah ri waah ye aazaadiyan

aazadiyan ho.. azadiyan ho..
aazadiyan... aazaadiyan...

reh gayi rassi pe chunri
reh gayi khoonTi pe kurti
reh gayi wo laaj kahaan..

my scarf left on the rope (where they are often hung for drying)
my shirt left on the peg,
where was that modesty left?

reh gaya gumbad mein allah
reh gaya furqat mein rabba
reh gaya wo raam kahaan

Allah was left in the dome,
Lord was left in separation,
and where was Ram left?

hain hari se* wo kahaan
hain galeeche wo kahaan
pehle chaman wo bataao kahaan
hind pe tha naaz jinko hai wo kahaan

where are those gods,
where are those streets,
and first tell me where is that garden.
where are those who were proud of India?

aah nikli hai yahaan
aah nikli hai wahaan
waah ri wah ye aazaadiyan

teri ye huqoomat
teri ye hidaayat

this government of yours,
this direction of yours,

teri ye himaaqat
tujhko mubaarak

this audacity of yours,
you only keep it all.

ghar mera hai kahaan sirf ye bata

where is my home, just tell me that.

aah nikli hai yahaan
aah nikli hai wahaan
wah ri waah ye aazaadiyan

azaadiyan ho.. aazaadiyan ho..
azaadiyan... aazaadiyan...

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.