Khwabon ko Sach Karne ke Liye, Titli Lyrics Translation | Papon

Movie: Bollywood Diaries
Music: Vipin Patwa
Lyrics: Dr Sagar
Singer: Papon
Label: Zee Music Company

kaisa ye kaaravaan
kaise hain raaste
khwaabon ko sach karne ke liye
titli ne saare rang bech diye

what a caravan this is,
how are these paths?
to fulfill her dreams,
a butterfly sold all her colors...

saara sukoon hai khoya
khushiyon ki chaahat mein
dil ye seham saa jaaye
chhoTi si aahaT mein

all the peace is lost
to find happiness.
the heart feels a fear
on hearing even a small sound of footsteps..



kuchh bhi samajh na aaye
jaana hai kahaan

I have no idea where to go.

khwaabon ko sach karne ke liye
titli ne saare rang bech diye

alfaaz saanson mein hi
aake bikharte jaayein
khamoshiyon mein bolein ye ankhein bezubaan
parchhaaiyan hain saathi
chalta hi jaaye raahi
koi na dekhe ab ye zakhmon ke nishaan

words keep falling off
within the breaths only,
these speechless eyes speak in silences.
shadows alone are companions,
and the traveller keeps on walking,
no one sees the marks of wounds now.

kuch bhi samajh na aaye jaana hai kahaan
khwaabon ko sach karne ke liye
titli ne saare rang bech diye

naa roshni hai koi
aashayein khoyi khoyi
TooTa phooTa hai umeedon ka jahaan

there is no light,
all hopes seem to be lost,
the world of hopes is all broken.

naa bekaraari koi
bandish rihaai koi
ab tu nigahon mein na koi intezaar

there is no restlessness,
no restrictions, nor any freedom,
now only you are in my eyes, and there is no wait...

kuch bhi samajh na aaye jaana hai kahaan
khwaabon ko sach karne ke liye
titli ne saare rang bech diye

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.