Gilehriyaan/ Main Jaanoon Na Jaanun Na Lyrics Translation | Dangal

Movie: Dangal
Music: Pritam
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Singer: Jonita Gandhi
Label: Zee Music Company

rang badal badal ke
kyun chahak rahe hain din dupehriyaan
main jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na

why are the days
changing colors and twittering along,
I don't know, I don't know..

kyun phudak phudak ke
dhaRkanon ki chal rahi gilehriyaan
main jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na

why are the squirrels of the heart
jumping as they move?
I don't know, I don't know.

kyun zara sa mausam sarphira hai
ya mera mood maskhara hai, maskhara hai
jo zaayka manmaaniyon ka hai wo kaisa ras bhara hai
main jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na

why is the weather a little crazy,
or is it my mood that is a bit mischievous,
why is the taste of these mischiefs so juicy?
I don't know, I don't know...

kyun hazaar gulmohar se
bhar gayi hain khwahishon ki Tehniyaan
main jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na

why are the branches of wishes
filled with thousands of flame trees,
I don't know, I don't know...

kyun fudak fudak ke
dhaRkanon ki chal rahi gilehriyaan
main jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na

ek nayi si dosti aasmaan se ho gayi
zameen mujhse jal ke
munh bana ke bole
tu bigaR rahi hai

I've struck a new friendship with the sky,
the earth is envious of me,
it makes faces at me,
and tells me that I am getting spoiled.

zindagi bhi aaj kal
gintiyon se oob ke
gaNit ke aankaRon ke saath
ek aadha sher paRh rahi hai

even life these days
is bored of counting,
and reading a couplet or two
along with the numbers of mathematics.

main sahi ghalat ke peechhe chhoR ke chali kachehriyaan
main jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na

I have left the decisions of right and wrong,
I don't know, I don't know...

kyun fudak fudak ke
dhaRkanon ki chal rahi gilehriyaan
main jaanoon na, jaanoon na
kyun zara sa mausam sarphira hai
ya mera mood maskhara hai
jo zaayka manmaaniyon ka hai
wo kaisa ras bhara hai
main jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na
kyun hazaar gulmohar se
bhar gayi hai khwahishon ki Tehniyaan
main jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na
kyun fudak fudak ke
dhaRkanon ki chal rahi gilehriyaan
main jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na, jaanoon na

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.