Jag Ghoomeya Tere Jaisa na Koi | Sultan, Rahat Fateh Ali Khan

Movie: Sultan
Music: Vishal-Shekhar
Lyrics: Irshad Kamil
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Label: Yash Raj Music

na wo ankhiyaan ruhani kaheen
na wo chehra noorani kaheen
kaheen dil wali baatein bhi na
na wo sajri jawaani kaheen

neither there are those soulful eyes anywhere,
nor that illuminated face anywhere.
there are no talks of heart anywhere,
nor is that beautiful youth anywhere else.

jag ghoomeya thaare jaisa na koi

I have roamed around the world and there is no one like you.

na to hansna rumaani kaheen
na to khushboo suhaani kaheen
na wo rangli adaayein dekhin
na wo pyaari si nadaani kaheen
jaisi tu hai waisi rehna

neither there is that romantic smile anywhere,
nor is there that lovely fragrance anywhere.
there are no such colorful charms anywhere,
nor is there that lovely innocence anywhere.
remain as you are..

jag ghumeya thaare jaisa na koi

baarishon ke mausamon ki bheegi hariyaali tu
sardiyon mein gaalon pe jo aati hai wo laali tu
raaton ka sukoon bhi hai subah ki azaan hai
chaahaton ki chaadaron mein maine hai sambhaali tu

you are the wet greenery of the rainy seasons,
you are that redness that comes on the cheeks in winters.
you are the peace of nights and morning prayer
I have held you in the sheets of affections.

kaheen agg jaisi jalti hai
bane barkha ka paani kaheen
kabhi mann jaana chupke se
yoon hi apni chalaani kaheen
jaisi tu hai waisi rehna

sometimes you burn like a fire,
and sometimes you are rainwater
sometimes you agree with me silently,
and sometimes you do only what you wish.
remain as you are..

jag ghoomeya thaare jaisa na koi

apne naseebon mein yaa honsle ki baaton mein
sukhon aur dukhon wali saari saugaaton mein
sang tujhe rakhna hai tune sang rehna
meri duniya mein bhi mere jazbaaton mein

in my fate or in the talks of courage
in all the gifts of joy and sorrows.
I want to keep you with me, you have to be with me,
in my world, and in my emotions too.

teri milti nishaani kaheen
jo hai sabko dikhaani kaheen
tu to jaanti hai mar ke bhi
mujhe aati hai nibhaani kaheen
wo hi karna hai jo hai kehna

somewhere I find your souvenir,
which I have to show to everyone.
you know that even after dying
I know how to fulfil (my promise, my love).
what is said is to be done.

jag ghoomeya thaare jaisa na koi..

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.