Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba: Lyrics, Translation

Movie: Musafir
Music: Vishal-Shekhar
Lyrics: Kumaar, Dev Kohli
Singer: Richa Sharma

Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoon
Toh pehele koyi hasaaye na rabba


No one should ever come in life, O God..
and if one comes, should never go from life, O God..
if someone has to give tears later in life,
then one shouldn't make you laugh before that, O God..

Jaate jaate koyi meri khushiyon ko le gaya
Sooni sooni akhiyon ko gham, koyi de gaya
Aas jo lagaayi hai, aankh bhar aayi hai
Itna bhi koyi, sataaye na rabba


While going, someone took my happiness,
someone gave sadness to lonely eyes,
Since I have expected, my eyes are brimming,
No one should trouble you that much, O God..

Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoon
Toh pehele koyi hasaaye na rabba

Dil lene waale pe zor nahin chalta
Pyaar ka ye sikka, kahin aur nahin chalta
Yaad teri aayi hai, tu harjaai hai
Itna bhi koyi tadpaaye na rabba

No pressure works on the one who takes heart,
This currency of love doesn't work anywhere else..
I am remembering you, you are heart-breaker,
no one should be made to go through such agony..

Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoon
Toh pehle koyi hasaaye na rabba

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.