Tu Khud ki Khoj mein Nikal | PINK Poem Translation | Amitabh Bachchan

Movie: PINK
Composition: Shantanu Moitra
Poetry: Tanveer Ghazi
Rendered by: Amitabh Bachchan
Label: Times Music



tu khud ki khoj mein nikal
tu kis liye hataash hai
tu chal tere vajood ki
samay ko bhi talaash hai

go, find yourself,
why are you despondent?
go, even time is
looking for your existence.

jo tujh se lipTi bediyaan
samajh na inko vastra tu
ye beRiyaan pighaal ke
bana le in ko shastra tu

the chains that cuff you,
don't think of them as your clothes.
melt these chains,
and make them your weapon.

tu khud ki khoj mein nikal
tu kis liye hataash hai
tu chal tere vajood ki
samay ko bhi talaash hai

charitra jab pavitra hai
to kyun hai ye dasha teri
ye paapiyon ko haq nahi
ke lein pareeksha teri

when your character is pure,
why are you in such a state?
sinners don't have a right
to examine or check you.

tu khud ki khoj mein nikal
tu kis liye hataash hai
tu chal tere vajood ki
samay ko bhi talaash hai

jalaa ke bhasm kar use
jo kroorta ka jaal hai
tu aarti ki lau nahi
tu krodh ki mashaal hai

burn and incinerate
the web of atrocity around you.
you aren't the holy flame of worship,
but a fire of anger.

[mashaal = torch]

tu khud ki khoj mein nikal
tu kis liye hataash hai
tu chal tere wajood ki
samay ko bhi talaash hai

chunar uRa ke dhwaj bana
gagan bhi kampkampaayega
agar teri chunar giri
to ek bhukamp aayega

fly your scarf like a flag,
even the sky will shake.
and if your scarf falls,
an earthquake will come.

tu khud ki khoj mein nikal
tu kis liye hataash hai
tu chal tere wajood ki
samay ko bhi talaash hai

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.