Maafi/ Muafi Mushkil Lyrics Translation | MOM

Movie: MOM
Music: A R Rahman
Lyrics: Irshad Kamil
Singer: Darshana KT
Music Label: T-Series

sab hai na...

everything is there, right...

aankhon ki jheel mein
subaha hai jawaan
subaha se rooThaa to
ab jo TooTa to
muafi muafi mushkil
maafi maafi mushkil...

in the lake of the eyes
morning is young.
if you get angry with the morning,
if you break now,
a pardon is difficult to get.



chehre pe khalish hai baaki
yaad mein wo tapish hai baaki
bante bante bante banta hai
mausam maatam jaisa phir
hote hote hote hota hai
hansna bhi Gam jaisa phir
koi ho hum jaisa phir
andheraa uchhaale
ujaalaa sambhaale

there is a prickliness left on the face,
there is that warmth remaining in memory,
slowly, slowly the atmosphere changes
to that of mourning.
slowly, laughter also becomes
like a sorrow.
there must be someone like us there,
who tosses the darkness,
and holds light.

aankhon ki jheel mein
subaha hai jawaan
subaha se rooThaa tu
muafi maafi maafi mushkil
muafi maafi maafi mushkil
muafi maafi mushkil..

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.