Geet mein Dhalte Lafzon mein: Lyrics, meaning

Geet mein dhalte lafzon mein
Taal pe chalti nabzon mein
Naya kuchh naya to zaroor hai

In the words fitting into song,
In pulse running to the music,
There is surely something new..

Shaam se leke sehron mein
Dhoop jadi dopehron mein
Naya kuchh naya to zaroor hai

From evening till mornings,
In the afternoons full of sunshine,
There is surely something new..

Kya baat hai jo baat hai taaza lage
Zindagi ki nayi nayi faza lage o..

What is this thing, whatever it is, it looks fresh
The weather of life looks so new..

Haan yeh umango se phoola hua seena hai
Lamha yeh maanga nahi, isse humne chheena hai
Yunhi jeena hai

Yeah, this chest is full of enthusiasm
We have not asked for this moment, we've snatched it..
and we have to live like that only..

Dhool jami thi aankhon mein
Khwab khile ab lakhon mein
Naya kuch naya to zaroor hai

There was dirt in our eyes,
Now dreams are there in lacs
There is surely something new..

Dard ki baatein kal ki hain
Aaj mein khushiyan chhalki hain
Naya kuch naya to zaroor Hai

The talks of pain are of yesterday,
Today is brimming with happiness,
There is surely something new..

Jebon mein hum raatein liye ghooma karen
Fursat ke yeh mauke sabhi jhooma karen

We roam around with nights kept in out pockets
all these times of freedom/break dancing (with happiness)..

Haan yeh umango se phoola hua seena hai
Lamha yeh maanga nahi, ise humne chheena hai
Yunhi jeena hai


Hatheli mein hai, nayi garmiyan
Junoon sakht hai, gayi narmiyan

There are new heats in our palms,
Passion is hard, softness is gone.

Hai dilchasp yeh, aag si, aaaag si
Mitenge nahi, yaad se, yaaaad se

It's an interesting feeling, like fire,
We won't vanish, like memories..

Geet mein dhalte lafzon mein
Taal pe chalti nabzon mein
Naya kuchh naya to zaroor hai
Shaam se leke sehron mein
Dhoop jadi dopehron mein
Naya kuchh naya to zaroor hai
Kya baat hai jo baat hai taaza lage
Zindagi ki nayi nayi faza lage
Haan yeh umango se foola hua seena hai
Lamha yeh maanga nahi, isse humne cheena hai
Yunhi jeena hai

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.