Is Baat ko Allah Jaane (Teri Meri Kahaani): Lyrics, Translation

Movie: Teri Meri Kahaani
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Prasoon Joshi
Singer: Rahat Fateh Ali Khan

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahan se aaya
Iss baat ko allah jaane
Jaane, allah jaane
Jaane, maula jaane
Iss baat ko allah jaane


To wave a victory flag on my heart,
to drench my soul,
from where has this divine light come,
only God knows this..
knows, God only knows,
knows, the Guide only knows..
this thing God alone knows..

Dagmagane laga hai
Guroor bhi sharabi ho gaya
Mitt gayi, meri hasti
Koi husn inqalabi ho gaya
Tirchhe kuch teer chalaane
Ghayal kar de nazraane
Yeh dard kahan se aaya
Is baat ko allah jaane


it's begun to dwindle -
even (my) ego has become a drunkard..
my identity is finished..
some beauty has become a rebel,
to hit some skewing arrows.
(presents some) gifts that injure..
from where has this pain come,
only God knows this..

Jaane, allah jaane
Jaane, maula jaane
Iss baat ko allah jaane
Iss baat ko maula jaane

Allah jaane haye
Maula jaane
Allah jaane hoye
Maula jaane
Allah jaane

Kuch toh mila hai, aaj hawa mein
Saanson mein ghungroo, kaise khananananan
Aasman hai pairon ke neeche
Warna zameen pe kaise neela pann
Haar ke jeetne ka silsila mil gaya
Jannatein mil gayi ya khuda mil gaya
rubaru mere rubaru
Kya noor hai mere rubaru
Is baat ko allah jaane
Is baat ko maula jaane


There is something mixed in the air today..
How are (anklet) bells ringing in (my) breaths..
The sky is under my feet,
otherwise how would be this blue-ness on the earth?
I got the series of victories by losing..
I got the heavens or God..
facing me,
what divine light is facing me..
only God knows this..
the Guide only knows..

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahan se aaya
Iss baat ko allah jaane
Jaane, allah jaane
Jaane, maula jaane
Iss baat ko allah jaane



More from the movie 'Teri Meri Kahani'

Shahid-Priyanka Shayari
That's All I really wanna do
Jab se Mere Dil ko Uff
Mukhtasar Mulaqat hai
Mukhtasar Mulaqat hai/ Mukhtasar Meaning

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.