Hai Naak Pe Jo Gussa Lyrics Translation | Bombay Velvet

Movie: Bombay Velvet
Music: Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Singer: Neeti Mohan
Label: Zee Music Company

hai naak pe jo gussa, haaye gussa
chhupa bhi na sakein, jataa bhi na sakein
to phir fizool hai ye qissa


['naak pe gussa hona' is an idiom which means to be short tempered.]

the anger that is there on the nose
if we can neither hide it, nor express it,
then this whole story (of our love) is useless..

ho bahut paheliyaan bana chuke ho tum
ab aake hal bata bhi do
bhare baazaar mein agar na keh sako
to ghar ka phir pata bhi to do

you have made enough riddles,
now come and tell me the solution too..
if you can’t say openly in the market,
then give me the address to your home..

hai naak pe jo gussa,
chhupa bhi na sakein, jataa bhi na sakein
to phir fizool hai ye kissa

sheher ke ameer saare aaye hum pe dil luTaane
chhoD ke dukaandaari baiThe tumhein manaane
thoDa reham tum bhi karo
kyun na muskura ke jhaaD do
sirf dhool hai ye gussa
chhupa bhi na sakein, jataa bhi na sakein
to phir fizool hai ye kissa..

all the rich of the city came to give me their heart,
but I am sitting here to placate you, leaving my shop..
you too do some kindness to me,
now smile and flick it away,
this anger is just some dust!
if we can neither hide it, nor express it,
then this whole story (of our love) is useless..

ho bahut paheliyan bana chuke ho tum
ab aa ke hal bata bhi do
bhare bazaar mein agar na keh sako
to ghar ka phir pata bhi to do
hai naak pe jo gussa, haaye..

dil chura ke dil jalaana, ye to qaai’da nahi hai
pyaar mein ghuroor ho to koi faayda nahi hai
sar ko bhale jhukaao nahi
kyun na sar uthaa ke maan lo
ek bhool hai ye gussa

to steal the heart and then give heartburn, that’s not a way,
if there is ego in love, there is no use (of such love)
if you wish, don’t bow your head,
why don’t you admit with your head held high,
that this anger is a mistake..

ho chhupa bhi na sakein, jataa bhi na sake
to phir fizool hai ye kissa

ho bahut paheliyan bana chuke ho tum
ab aa ke hal bataaAAaa bhi do
bhare bazaar mein agar na keh sako
to ghar ka phir pata bhi to do
hai naak pe jo gussaaaaaa…..
sab vyapar hai, kaarobar hai
mauka hai saamne tu bhi taiyar hai

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.