Subah ki Dhoop pe Lyrics Translation | Piku Title Song

Movie: Piku
Music: Anupam Roy
Lyrics: Manoj Yadav/Anupam Roy
Singer: Sunidhi Chauhan
Label: Zee Music Company

One of the loveliest songs of Piku, especially because of its effervescent lyrics.

subaha ki dhoop pe isi ki dastakhat* hai
isi ki roshni uDi jo har taraf hai
ye lamhon ke kuyen mein roz jhaankti hai
ye jaake waqt se hisaab maangti hai
ye paani hai ye aag hai
ye khud likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku
subha ki dhoop pe isi ki dastkhat hai

on the morning sunshine there is her signature,
her light is what is flying all around..
she peeps into the well of moments everyday,
she goes and asks for an account from time..
she is water, she is fire,
she is a self written book..
she is like a dose of love.. Piku is.
on the morning sunshine there is her signature..

panna saanson ka palte
aur likhe un pe man ki baat re
lena is ko kya kis se
is ko to bhaaye khud ka saath re
baarish ki boond jaisi
sardi ki dhundh jaisi
kaisi paheli iska hal na mile

she turns the page of life, (saans lit.= breath)
and writes the thoughts of her heart on it..
what has she to do with anyone,
she likes her own company..
she’s like a raindrop,
like the fog of winters,
what a riddle she is that her solution isn’t found..

kabhi ye aasmaan utaarati hai neeche
kabhi ye bhaage aise baadlon ke peechhe
ise har dard ghoont jaane ka nasha hai
karo jo aaye jee mein iska falsafa hai

some time she brings the sky down,
some time she runs behind the clouds..
she has an addiction of drinking in every pain,
whatever you like you should do is her philosophy..

ye paani hai ye aag hai
ye khud likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku..

moD le raahon ke chehre
is ko jaana hota jis ore hai
aise sargam sunaye
khud is ke sur hain is ke raag re
rooThe to mirchi jaisi
hans de to cheeni jaisi
kaisi paheli iska hal na mile

she turns the faces of the paths
in the direction she has to go..
she sings the harmony in a way
as if her own notes are her ragas..
if she’s angry, she’s like a chilli,
if she smiles, she’s like sugar..

subaha ki dhoop pe isi ki dastakhat hai
isi ki roshni uDi jo har taraf hai
ye lamho ker kuyen mein roz jhaankti hai
ye jaake waqt se hisaab maangti hai
ye paani hai ye aag hai
ye khud likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku


* dastakhat, Urdu for signature, is male and the words should have been 'usi ke dastakhat hain', or 'usi ka dastakhat hai', but probably because the entire song is for a female, the lyricist has taken a not-so-correct poetic liberty here and treated dastakhat as a female.

No comments:

Subscribe to BollyMeaning
Receive meanings and translations in your inbox. Every day.
Your email address will Never be shared.